Aaj Tak Jin ko Guzara gaya Tufaanon se

Aaj Tak Jin ko Guzara gaya Tufaanon se
Aa Milen ge Naye Daur ke Insaanon se
Aaj Tak Jin ko Guzara gaya Tufanon se
Aaj Tak Jin ko Guzara gaya Tufaanon se
Waqt kehta hai ke Jaaga hai Zamanay ka Zameer
Waqt kehta hai ke Jaaga hai Zamanay ka Zameer
Waqt kehta hai ke Jaaga hai Zamanay ka Zameer
Laut Ayen ge Woh Ghazi Woh Mujahid Woh Aseer
Woh Mujahid Woh Aseer.......................................
Aaj tak Jin ko Guzara gaya Tufaanon se
Aa Milen ge Woh naye Daur ke Insaanon se
Aaj Tak Jin ko Guzara gaya Tufaanon se
Sar Katatay hain jo Maidaa'n mai Watan ki Khaatir
Sar Katatay hain jo Maidaa'n mai Watan ki Khaatir
Sar Katatay hain jo Maidaa'n mai Watan ki Khaatir
Muskuratay hain jo Zindaa'n mai Chaman ki Khaatir
Aaj Tak Jin ko Guzara gaya Tufaanon se
Aa Milen ge Woh Naye Daur ke Insaanon se
Aaj Tak Jin ko Guzara gaya Tufaanon se

Singer           : Muhammad Ifrahim
Poet              : Masroor Anwer
Released       : 1972
Radio Pakistan Karachi.

Share