Apni Quwat Apni Jaan......Jag Raha hai Pakistan (Lyrics & Download )


Apni Quwwat Apni jaan
La ilaha Illallah Muhammad-ur-Rasool Allah(SaW)
Har Pal har Saát har Aan
Jag Raha hai Pakistan
Pakistan.....................
Niklay hain Mardaan-e-Haq
Seenon mai lekar Qurán
Hum se rahay Baatil Hushyaar
Hum hain Ik Charhta Tufaan
Apni Quwwat Apni jaan
La ilaha Illallah Muhammad-ur-Rasool Allah(SaW)
Har Pal har Saát har Aan
Jag Raha hai Pakistan
Pakistan.....................
Hum hain Qasim(Ra) ki Awaz
Hum hain Khalid(Rza) ki Lalkaar
Hum hain Tariq(Ra) ka Baazu
Hum hain Tipu(Ra) ki Talwaar
Apni Quwwat Apni jaan
La ilaha Illallah Muhammad-ur-Rasool Allah(SaW)
Har Pal har Saát har Aan
Jag Raha hai Pakistan
Pakistan.....................
Parcham-e-Nusrat Hum se Khula
Rasm-e-Shujaát Hum se Chali
Hum hain Johar-e-Tegh-e-Hussain(Rza)
Hum hain Zor-e-Dast-e-Ali(Rza)
Apni Quwwat Apni jaan
La ilaha Illallah Muhammad-ur-Rasool Allah(SaW)
Har Pal har Saát har Aan
Jag Raha hai Pakistan
Pakistan.....................
Fateh hain to Ghazi hain
Deen pe Mit jain to Shaheed
Nara Apna hai Islam
Kalimah Apna hai Tauheed
Apni Quwwat Apni jaan
La ilaha Illallah Muhammad-ur-Rasool Allah(SaW)
Har Pal har Saát har Aan
Jag Raha hai Pakistan
Pakistan.....................


Singer              : Taj Multani & Chorus
Poet                : Mehshar badayooni
Music              : Natthu Khan
Released         : 8th Sept 1965
Radio Pakistan Karachi
Remake           : Shaukat Ali (1978 for Radio Pakistan )
                        : Arif Ansari ( 2002 for PTV )

Share